Sada Ba-Sahra Muneer Niyazicharon samt andhera ghup hai aur ghata ghanghor vo kahti hai kaun main kahta huun main kholo ye bhari darvaza mujh ko andar aane do us ke baad ik lambi chup aur tez hava ka shor
Leave a Reply