Showing Visitor Messages 11 to 18 of 18
-
Bata Saka,
Ye Mukam Tha Hi Ajeeb Sa
K Khud Ko B Na Bacha Saka
Wo Juda Bhi Kese Hua
K Ma Koi Rasm Tak Na Nibha Saka
-
thanks brother.
bas app logon ki dua or help ki zaroorat hai.
INSHAALLAH ham as form ko pakistan ka sab se barha form bana dayn ge.
ALLAH pak ham sab ko kamiyaab kary.(amin)
-
Shamse Aankh Ma Nami Si Hay
-
aik misra he zindagi meri
aap chaho to sher ban jae
-
mana k tum haseen ho magar is qadar nahi
jitna k tum ko meri deed ne bna dia
-
Sare manzar tha jo quatil to pasmanzar mein rakh dete
Mere zakhmon ka marham tum kisi khanjar mein rakh dete
-
Ji Khalid Sahib, inshaAllah koshish hoo gi keh aap kay tajveez karda shairoon ka mazeed kalam urdupoet.net pay shaya kiya ja sakay.
Wa.Salam
-
ager mumkin ho to jiger aur khmar aur fana nizami ki kuch aur ghazlain post karain,nawazish hogi