Conversation Between abgeen and salalyusuf
Showing Visitor Messages 1 to 6 of 6
-
aoa,
bohat Mazurat Khawa Hoon Agar By Mistake Koe Reply Reh Gia Hai, Aur Thread K Mutaluq Yehi Keh Sakta Hoon Its Realy Good And Will Coment There Sooner, Khush Rehain
-
salam kia hal hain salal sahib main nay new thead tau shoro ker dia magaer apko shamuliat ki dawat di thi lakin apny humain abhi tuk is ki izat nahi bakhshi nhi meray last message ka jawab marhamat farmaiya hay waiting for ur participation n reply
abgeen
-
Aoa, Jo Link Aap Ko Send Kia Tha Woh KhataM Kar Dia Hai,
Since It Is Ur Nice Idea So Aap He Start Karo Baitbazi Section Main, Umeed Hia Jald He Aap Kar Sakti Hai ,,
Khush Rehain Aur If Anything U Can Ask
Regards
-
adab salal sahib mian details send ker rahi hoon boohat shookaer goozar hongi ager ap meri kooch madad ker sakian
janab i want to make a section of shyar mukamil karain in baitbazi section . wahn per main nay 3 tarah kay section daykhay hain laiken jo section main banana chahti hoon us ka nam hay shyar mukamil karain yani kisi mashahoor poet kay shyar ka aik misra bata dya jay ga aur uska dosra misra boja jay ga jo bhi wo shyar mukamli keray ga yay uski turn hogi kay wo kisi shaayr kay shyar ka aik misra add ker day taky agla usko mukamil ker saky
kia aysa mimkin hay agr hay tau muajy batain kay kia kerna chahiay iam waitng for ur reply n help take care n bye
main apkay is silsaly main jawab ka intazar karoo gi
Abgeen
-
Aoa, Unfortunaitly Main Is Barai Main La Ilam Hoon, Agar Main Kuch Help Kar Sakoo To Please Tell Me, Agar Mumkin Ho To Details Pm Kar Dain Ta K Main Apnai Acount Sai ..admin Sai Contact Kar Sakoo.....
Bohat Shukria
Salal Yusuf
-
salaam janab main nay aik araz editor sahoib kay goosh goozar ki thi lakin unhoo nay uska koi bhi jawab nahi dya kia mian wajah pooch sakti hoon
wasalam