Assalam O alaikum bhai ...!
InshaAllah i will try some ,.kion yehan tu sabhi masters hein aik se aik bhar k
abhi seekhooUn gee then will definitely share ..!
May Allah bless U ,,! thanx
adab salal sahib mian details send ker rahi hoon boohat shookaer goozar hongi ager ap meri kooch madad ker sakian
janab i want to make a section of shyar mukamil karain in baitbazi section . wahn per main nay 3 tarah kay section daykhay hain laiken jo section main banana chahti hoon us ka nam hay shyar mukamil karain yani kisi mashahoor poet kay shyar ka aik misra bata dya jay ga aur uska dosra misra boja jay ga jo bhi wo shyar mukamli keray ga yay uski turn hogi kay wo kisi shaayr kay shyar ka aik misra add ker day taky agla usko mukamil ker saky
kia aysa mimkin hay agr hay tau muajy batain kay kia kerna chahiay iam waitng for ur reply n help take care n bye
main apkay is silsaly main jawab ka intazar karoo gi
Abgeen
Salaam alai kum salaal bhai, bahut nawazish aap ko mera kaam pasand aaya. Salaal bhai, yeh image mene photoshop and adobe image ready mein banaya hai, par photoshop mein mene plugins use kiye hain vizros, jisse kitaab ki shakal kar sakte hain. Zara mujhe batana ke aap ko exactly kya bataon.
allah hafiz
salaam janab main nay aik araz editor sahoib kay goosh goozar ki thi lakin unhoo nay uska koi bhi jawab nahi dya kia mian wajah pooch sakti hoon
wasalam