Thread: reet
View Single Post
  #1 (permalink)  
Old 12-03-2007, 12:54 PM
phoolon ki malka phoolon ki malka is offline
Senior Member
Points: 1,149, Level: 18
Points: 1,149, Level: 18Points: 1,149, Level: 18Points: 1,149, Level: 18
Activity: 0%
Activity: 0%Activity: 0%Activity: 0%
 
Join Date: Nov 2007
Location: dil valoon ki besti
Posts: 202
Blog Entries: 1
Thanks: 0
Thanked 2 Times in 1 Post
Rep Power: 1
phoolon ki malka is on a distinguished road
Default reet

titliyoon ka mosam main noochna gulaboon ka
reet iss nagar kee hai aur jana kab sa hai
daikh kar parindoon ko baandhna nishanoon ka
reet iss nagar ke hai aur jana kab sa hai
shahar ka yeh bashinda, nafratoon ko boo kar bhi
intizaar karta hain , fasal ho mohabbat kee
bhool kar hakeekat ko, dhoondna suraboon ka
reet iss nagar kee hai aur jana kab sa hai
tum abhee naya ho na, isee liya parashaan ho
aasmaan kee janib, iss tarha mat dakhooo
aaftain jab aani hoon, tootna sitaroon ka
reet iss nagar kee hai aur jana kab sa hai
khamooshi mara shawa, guftagoo hunar un ka
mari ba-gunahi ko looog kasa manain gay
baat baat par maangna jawaboon kaa
reet iss nagar kee hai aur jana kab sa hai
Ajnabi fizayoon main, Ajnabi musafir sa
apna har tayalluq ko daimee bana lana
bicharna jab uss ka too maangna duayoon ka
reet iss nagar ka hai aur jana kab sa hai.
__________________
Bekar he wo phool jis ki khusbo hi na ho............
Reply With Quote

Sponsored Links