
04-28-2008, 07:16 AM
|
 | Junior Member | | Join Date: Apr 2008 Location: karachi Age: 20
Posts: 16
Thanks: 1
Thanked 0 Times in 0 Posts
Rep Power: 0 | |
Jab say Suraab is Nazar main Aye Jab say Suraab is Nazar main Aye
Ham lay kar khuwab Rehguzar main Aye
Lay kar khuloos or wafa k payghaam
Kin Bay wafawon k Nagar main Aye
Na Ruka main k tha Manzil may too he
Kitnay Haseen Maqaam safar main Aye
Nay aye go Asar Dua main Laikin
Dua he Halqaye Asar Main Aye
Youn Sary shaam teri yaad aati hay
Jaisay mehman koi ghar main aye
May zindgee say dastbardar honga
Agr Ye bhi Iwaz-e-zar main aaye
Shehzad"wo saari Umar ka Haasil hay
Unhain Ham yaad Umar bhar main may aaye. --------------------  |