Quote:
Originally Posted by Mohsin Khan aur agar main yahan logon ki request banana shuru karon to aap kaisa feel karain gay payen  |
go ahead yaar ji, no worries at all.
bus 2 baatoo'n ka khayaal rakhna hai,
HG wala logo use nahi karna aur sirf UrduPoet.net likhna hai.
BB se zara farigh ho lein to iss site ke liye unn se mashwara kar ke naya poetic sa logo letey hain
aap beshak Asif shahzad ki yeh request banana chaho to bana lo, mujhey abhi start karney ka waqt bhi nahi mila
