Fursatein Tumhein jub kabhi milein fursatein,merey dil say bhoj utar do Mein bohat dinno say udaas hoon,mujhay koi sham udhar do Mujhay apnayroop ki dhoop do, k chamak sakein maray khal-o-khud Mujhay apnay rung mein rung do,merey saray zang utaar do Kisi aur ko merey haal say na gharz hay na koi waasta mein bikhar gaya hoon samait lo,mein bigar gaya hoon sanwar do Wahan ghar mein hay kon muntazir,k fikr ho dair sawair ki bari mukhtasir si yeh raat hay,issi chandani mein guzaar do |