
03-29-2008, 11:10 PM
|
 | Senior Member | | Join Date: Mar 2008 Location: kuwait
Posts: 579
Thanks: 26
Thanked 16 Times in 12 Posts
Rep Power: 1 | |
Jo Na Mil saka Wohi Bewafa Jo Na Mil saka Wohi Bewafa , Ye Bari Ajeeb si baat hai Jo chala gaya mujhay Chorh kar , Wohi Aaj tak Meray Saath hai Jo Kisi Nazar Say Ata hui, Wohi Roshni hai Khayal main Woh Na asakay, Rahoon Muntazir, Ye Khalish Kahan Thee Visaal main Meri Justujoo Ko Khabar Nahin, Na Woh Din Rahay Na Raat Rahay Jo Chala Gaya Mujhay Chorh Kar, Wohi Aaj Tak Meray Saath Hai Karay Pyar Lub Per Gila Na Hoo, Ye Kisi Kisi Ka Naseeb hai Ye Karam Hai Iski Jifa Nahian , Woh Juda Bhi Reh Kar Kareeb Hai Wohi Ankh hai Meray Rubaroo, Ussi Haath main Mera Haath hai Jo Chala gaya Mujhey Chorh Kar, Wohi Aaj Tak meray saath hai Mera naam tak jo na lesaka, jo mujhe qaraar na de saka Jisaay Ikhtiayaar Tu tha Magar, Mujhay apna Pyar na Dey saka Wohi Shaks Meri Talaash hai , wohi dard meri hayaat hai Jo Chala gaya Mujhey Chorh Kar, Wohi Aaj Tak meray saath hai Jo Na Mil saka Wohi Bewafa , Ye Bari Ajeeb si baat hai Jo chala gaya mujhay Chorh kar , Wohi Aaj tak Meray Saath hai  |